" .. Kisi ka peecha krte paagal ho jana pyaar nhi ...
Uske sath 2 kadam chalne ka naam pyaar h ..
Duniya ki iss bheer me kho jana manjil nhi ...
Anjaano me apno ko paane ka naam pyaar h ...
Yaadon ke dhundhle aasma m gumnam ho jana pyaar nhi ..
Ek sitaare ke maafiq roshan hone ka naam pyaar h .......:♥ "

No comments:
Post a Comment